Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
HomeJis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aaja re aaja re aa aaaaaa aa aa sahaj hai seedhi raah pe chalna dekh ke uljhan bach ke nikalna koi ye chaahe maane na maane bahut hai mushkil gir ke sambhalna aa ab laut chalen aa ab laut chalen nain bichhaye baahein pasaare tujhko pukaare desh tera aaja re aaja re aajaa aankh hamari manzil par hai dil mein khushi ki mast lahar hai laakh lubhayein mehal paraaye apna ghar phir apna ghar hai aa ab laut chalen
begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana hai naa dulhan banungi main doli chadhungi mein door kahin baalam ke dil mein rahungi main tum to paraaye ho yunhi lalchaye ho jaane kis duniya se jaane kyun aaye ho jaane kyun aaye ho begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana hai naa lehraati aaun main balkhati jaaun main khadi khadi raste mein paayal bajaaun main palkhen bichhaun main dil mein bulaaun mein samjhe na kuchh bhi wo kitna samjhaun mein kitna samjhaun mein begaani shaadi mein abdulla deewana aise mann mauji ko mushkil hai samjhana begaani shaadi mein abdulla deewana dil ki inn baaton ko mushkil hai samjhaana apna begaana kaun jaana anjaana kaun apne dil se puchho dil ka
ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya inn aankhon ka rang ho gaya gulaabi gulaabi haaye haaye haaye haaye dil ki haalat sharabi sharabi inn aankhon ka rang ho gaya gulaabi gulaabi haaye haaye haaye haaye dil ki haalat sharabi sharabi ho maine pyaar kiyaa thar thar mann mera kaanpe aankh meri sharmaaye hoooo ooooo gore gore tann par aaj pasina aaye haaye kahan tak dil sambhalun teer sa chubha kaise nikalun hoooooo ho badh gayi aur dil ki betaabi betaabi ho maine pyaar kiya jab jab unko dekhun aane lage angdaayi dheere dheere aakhir band kali muskaayi haaye karun kya hosh nahin hai hum kahin aur dil kahin hai hoooooo ban ban dole umariyaa shabaabi shabaabi ho maine pyaar kiyaaaa kya hai khatayen meri aaj koi batlaaye hoooo ooooo oooo kaun se dil ko toda kaun se dil tadpaaye pyaar kiya hai pyaar ko jaanun aur koi insaaf naa manun hoooo pyaar ki har adaa laajawaabi laajawaabi ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya ho
hothon pe sachchaai rehti hai jahaan dil mein safai rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai hothon pe sachchaai rehti hai jahaan dil mein safai rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai mehmaan jo humaara hota hai wo jaan se pyaara hota hai mehmaan jo humaara hota hai wo jaan se pyaara hota hai zyada ki nahin laalach hum ko thode mein guzara hota hai thode mein guzara hota hai bachchon ke liye jo dharti maan sadiyon se sabhi kuchh sehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai kuchh log jo zyaadaa jaante hain insaan ko kum pehchaante hain kuchh log jo zyaadaa jaante hain insaan ko kum pehchaante hain ye poorab hai poorab waale har jaan ki keemat jaante hain har jaan ki keemat jaante hain mil jul ke raho aur pyaar karo ik cheez yehi jo rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa
hai aag humare seene mein hum aag se khelte aate hain takraate hain jo iss taaqat se wo mitti mein mil jaate hain tumse to patanga achchha hai jo hanste huye jal jaata hai hoye hoye hoye hoye hoye wo pyaar mein mitt to jaata hai par naam amar kar jaata hai par naam amar kar jaata hai hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne hum gaate garajte saagar hain koi humko baandh nahin paaya oye hum mauj mein jab bhi lehraayen saara jag darr se tharrraaya hum chhoti si wo boond sahi hai seep ne jisko apnaaya hoye hoye hoye hoye hoye khaara paani koi pee naa saka ik pyaar ka moti kaam aaya ik pyaar ka moti kaam aaya hum bhi hain tum bhi ho donon hai aamne saamne dekh lo kya asar kar diya pyaar ke naam ne kiss phool pe marti hai duniyaa hai kaun sa phal sabse mitha nainon se jo naina takraaye to kaun haara aur kaun jeeta ye dil ka kanwal sabse sunder mehnat ka phal sabse meetha hoye hoye hoye iss pyaar ki baazi mein hans kar jo
kya huya ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya sans sans bekraar hai jaise tere dil ke paar hai aaaa haaye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madbhara bukhaar hai mat kisi ko bata chhup sake to chhupa kya huya haye haye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera pyaar ki oyeoye dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya din mein tujhko khawab aayenge aur raat bhar jagaayenge jhoot ye kasak jo yun bani rahi haye hum to mar hi jaayenge dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi ooooo ooooo oooooo pyaar ki dagar pe koi tujhe le chala kaun hai wo kaun hai humein bhi to bata kya huya haaye haaye ye mujhe kya huya kya pata jaane kyun machal raha hai aaj dil mera kya huya is nashe ka kya utaar hai is nadi ka koi paar hai aaaaaa rog ye to laailaaj hai chal hatt haan isi ka naam pyaar hai roz hota nahin hoke
mera naam raju gharana anaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju kaam naye nit geet banaana geet bana ke jahaan ko sunaana koi naa mile to akele mein gaana koi naa mile to akele mein gaana kavi raaj kahe naa ye taaj rahe naa ye raaj rahe naa ye raajgharana preet aur preet ka geet rahe kabhi loot saka naa koi ye khazana mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju dhool kaa ek baadal albela nikla hoon apne safar mein akela chup chup dekhoon main duniyaa ka mela chup chup dekhoon main duniyaa ka mela kaahe maan kare abhimaan kare mehmaan tujhe ek din to hai jaana dhapli utha aawaaz mila gaa mil ke mere sang prem taraana mera naam raju gharana anaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam
o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein ban ke pathar hum pade the suni suni raah mein jee uthe hum jab se teri baanh aayi baanh mein chheen kar nainon se kaajal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai yaad kar tune kaha tha pyaar se sansaar hai hum jo haare dil ki baazi ye teri hi haar hai sunle kya kehti hai paayal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti pawan paagal naa jaa re naa jaa roko koiiiiiiiii o basanti
pyaar kar le pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le jeete haare saikadon teer se talwaar se jeete haare saikadon teer se talwaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se bichaar kar le bichaar kar le nahin to pichhe pachhtayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega pyaar kar le chori kari chor bana roj nayi ghaat hai chori kari chor bana roj nayi ghaat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai paar kar le paar kar le nahin to chakkar pad jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ab Laut Chalen Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:26 20002
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 04:26   Song Number : 20002   

Begaani Shaadi Mein Abdulla Deewana Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:39 19232
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Duration : 03:39   Song Number : 19232   

Ho Maine Pyaar Kiya Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:48 13452
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 04:48   Song Number : 13452   

Hothon Pe Sachchaai Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 05:04 20677
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:04   Song Number : 20677   

Hum Bhi Hain Tum Bhi Ho Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 07:52 12072
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 07:52   Song Number : 12072   

Kya Hua Yeh Mujhe Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:30 40502
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Chanchal, Padmini
Duration : 03:30   Song Number : 40502   

Mera Naam Raju Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 03:21 20911
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 20911   

O Basanti Pawan Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:00 13453
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 04:00   Song Number : 13453   

Pyaar Kar Le Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 02:50 15157
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:50   Song Number : 15157